Sirf zabani kalima parahanay say koi musalman hota to phir gongay kafir hi reh jatay
Sain baglol keh day tilavat sun'nay say koi musalman hota to phir behray kidhar jatay.
Naat ko bhi bana liya karobar
Ashiqi ka dava karnay vala makaar.
Sain dukana to nai labhday andar valay soday
Mali day bagair nai ogday andar valay poday.
Jiday vich khashbo hovay bar tak avay
Jiday bar khashbo hovay door tak javay.
Jeyray ap zikr hovan o zaban nai chalanday
Chup kar k behnday nay sir nai khanday.
Oay musalmana ay kiho jai tayri musalmani ay
Behray kaman vich langi tayri sari javani ay.
Youn to kafir bhi esai bhi yahudi bhi hun
Phir bhi shukr hai tayri tarah gustak to nahi.
Tasbyon say kaam chalta to hussain karbala kyun jatay
Auladey ali honay par fakhar kartay gardan na katatay.
Sajda to kabay me bhi ho jana tha phir karbala me gardan kyun jhukai
Sirf tasbi aur masalon say kuch nahi hota auliya ko ye bat batai.
Hussaini banay phirtay hain par hussain k rastay pay nahi chaltay
Bhalu shah ye aj k peer haram k tukron par paltay.
Bhalu shah hussain sa koi mard ho to meydan me ata hai
Sufyon sa koi na mard ho to khanqah me jata hai.
Sain baglol usi waqt khul gai thi naron ki haqaeqat
Jab hussain ki gardan kaati thi narae takbeer kehtay hovay.
Pehalvan wo nahi jo bakray pharay aur shair ki tarah dharay
Pehalvan wo hai jo meydan me utray aur hareef ko picharay.
Oaay hoaay oaay hoaay oaay bhalu shah
Khudi dulhan khudi dulha aur shadi biyah.
Soraj dhaltay hi mashoq nay honton me hont mila diye
Janab rx ka roza tha kya gazab ki iftari huvi.
Husn pani me ho ya bahar dikhta to hai
Rx mun mangi qemat pay ye bikta to hai.
itni bhi kya jaldi hai rx ko phol daynay ki
Abhi to puri rat baqi hai is kaam k liye.
Rx phanda mahabat ka tayar kar k larki ko latkata hai
Jab aik say je bhar jaAy to dosri ko phansata hai.
Pyar nahi maanta ye rasmain ye ravaaj
Rx karvata hai har mashoq say masaaj.
Chal chor masjid rx mashoq k ghar chal kar aram karain
Bohat halal kaam kar liye hain ab kuch to haram karain.
Aik taraf mula ka bayan dosri taraf sufi ka bayan
Bhalu baglol ab ye hai logon k liye naya imtihan.
Na teyray bazurg me boay hussain na boay ali
Ay musalman to phir kahan say hai ye wali.
Kis kaam k ye sufi jo gyarvin ka rona rotay hain
Jab jihad ka waqt ata hai to ye masjid me hotay hain.
Kha kha k langar tid teyra patan nu aya
Marz tenu khan da tun marz ishq da bataya.
Musalman ko daikh kar kafir bhi ye kehta hoga
Ye musalman hai to phir me kafir hi acha hun.
Me ye bat kehta hun iman say
Islam ko kuch na mila musalman say.
Na me gyarvin na barvin tay na tairvin gal pai
Jayra chodvin day chan ton sona oday agay gardan jhukai.
Acha hi hai jo tujhay samajh nahi ata quran
Samajh kar bhi tun dosron ka karay ga nuqsan.
Teyri fitrat me ayari teyri fitrat me makari
Tayri tareekh kehti hai teyri fitrat me gadari.
Jis qom ki fitrat me makari jis qom ka badsha zardari
Bhalu shah poch phir kyun na aisi qom par zaval aAy.
Har qatil yahan dodh ka dhula ho jata hai
Chal baglol tun bhi do char khon kar lay.
Jin k kutay shikari hon un ko shikar karnay ki kya zaroorat hai
Daikh to zara kaisi bholi bhali hamaray mulk k hukmarano ki sorat hai.
Hukmaran maartay nahi marvatay hain
Loot loot kar khatay hain.
Note.Upar de gai math picture k hisab say ghoray aur gadhay me koi farq nahi raha.
Ramazan k mahinay me gunahon say baz rehnay me asani hoti hai.RXxX.
Qabron ko sajda karna hai to boton ko hi kar liya kar
Teyhra jo khuda say larna hai to seedha hi lar liya kar.
Ye teyri rasmain bhi tayri tarah gorak dhanday
Jagah jagah latka rakhay hain phansi k phanday.
Bhalu baglol ye saval utha tha aur uthta rahay ga
is jhot say bhari dunya me sach kon kahay ga.
Teyray azad banday na yahan razi na vahan razi
Yahan tang karta hai qazi vahan tang karay ga mazi.
Baglol vs Iqbal
Milay tujhay iqbal to iqbal say kayo
Ab sain baglol agaya hai chup rayo.
Jahan nigah bhi na pohanchay vahan hai tayri parvaz
Tun hai shabazon ki duniya mein alag hi shabaz.
Qavaal janat me ja kar kya karain gay qavalyan
Rang karain gay horon k kano ki balyan.
Jis ki naiki qabool ho jaAy us ko yahan hi sila mil jata hai
Wahan ki bat to door ki hai wo to yahan hi phal pata hai.
Na tun mehbobay ilahi na teyra koi nam-o-maqam
Ay muslim akhirat say pehlay hi hogaya teyra iktitam.
Na ye adab na ye adaab
Tun nay khol rakhi hai kitab.
Maulana sab pagal kis ki marzi say pagal hota hai khuda ki marzi say ya khud ki marzi say.RXxX.
Pankhay k doran bhi pasina
Ye hai june ka mahina.
Fazol hi horn bajatay hain
Ye log dimag khatay hain.
Kya hussain ki taleem kehti hai sarkain band karo
Kya hussain ki taleem kehti hai moot say daro.
Khud to peet'tay hain sath dosron ko bhi pitvatay hain
Ye bay tameez log rastay band karvatay hain.
RXxX vs Mula
Dialogue
Mula:RX kyun tum larkiyon ko chairtay ho?
RX:Ap ki baytiyon ko to nahi chairta phir ap ko kya.
Mula ye bat sun kar gusa kar gaya bola Islam me,abi itna kaha tha k RX bola,
RX:Han Han mujhay pata hai musalman musalman ka bhai hai is liye to larkiyon ko chairta hun.
Mula:RX musalman bhai hova to bhai ki behan tumhari bhi behan lagi to goya tum behan ko chairtay ho.
RX:Ap k samjhanay ka tareqa bohat zabardast hai mujhay ye batain kya behan k sath shadi jaiz hai?
Mula:Nahi.
RX:To phir ye kaisi behnain hain jin say shadi jaiz hai.
Lesson:Larki k hath me rx ka hath hai
Ab aik molvi bhi sath hai.
Lesson:Aik rx darjano molviyon pay bharia
Kahin ban na jaAy sadqa jaria
Ye dhondh raha hai senorita maria.
Note.Islam me hai bachon par shafqat karo laykin rx to bachyon par shafqat kar raha hai.
Rx aurat k sath dil behlata hai
Ice cream samajh kar chat'ta khata hai.
Bus aik galti hovi adam say us husn k mujasmay say dil behlaya
Bus ye aik aisi galti thi jis k bad phir Adam bohat pachtaya.
Ye kal ka bacha rx aj javan ho kar kya kar raha hai
Jis nay paida kiya usay bhol kar husnay fani pay mar raha hai.
Suna tha izat luti jati hai par larkiyan khud rx say lutvati hain
Tun kya janay ye bholi bhali masom dikhnay vali kitnay jhot banati hain.
Kisi nay aik na suni ham samjhatay rahay
Hamaray sach ka bhi log mazaq uratay rahay.
Rx nay apni salgira par sirf larkiyon ko davat de larkon nay aiteraz kiya to bola shehad par makhyan ati hain makhay nahi.
Rx bachyon par shafqat karta raha molvi bachon par shafqat kartay rahay
Roader shah hamaray liye kya bacha ham shairi kar k thaktay rahay.
Sodium Bicarbonate(baking soda)Side Effects
Varna ham kar saktay thay tayray shohar ki pitai.
Kyun larkay larkiyon ko kharab karain ham me ye kharabi nahi
Aray puri duniya janti hai roader shah sharabi nahi.
Tun kanvari nahi zaroor shadi shuda hai
Tayri jhapi say tayra tajurba wazih hai.
Kalimay parhye ya phairay laye kidan shadi karye
Anay lambay panday nay kyun na kanvaray marye.
Ham khail kood me masroof thay k waqtey naza agaya
Hamari jaan nikal rahi thi mashoq nay kaha maza agaya.
Bay gairti ka hamaray qareeb say kabi guzar bhi nahi huva
Han larkiyon nay hamain chua hai par ham nay nahi chua.
Takleeq tun us ki hai par ham nay sanvara hai
Husn tujh me tha par ham nay tujhay nikhara hai.
Jo bhi larki rx say milti hai dosron say milna chor dayti hai
Roader shah rx me jadu hi kuch aisa hai dosron say rabta toor dayti hai.
Abay sun kabi idar to kabi udar rx apni mashoq ko ghumata raha
Bike me petrol dalnay k paisay bhi na thay sala paidal chalata raha.
Khud galat kaam kar k larkon ko badnam karti hain
Ye aaj ki larkiyan larkon ki neend haram karti hain.
Kuch rx pehlay kharab tha kuch tum logon nay kar diya
Jo kasar reh gai thi academy gaya wo bhi nikal gai.
Roader shah ye musalman janat me gaAy to bohat taizi say abadi barhain gay
Janat me jagah na rahay ge Adhay log dozak me muntaqil ho jain gay.
Sain baglol ye mirasi qavaal ahadith ko jhutlatay hain
Ye apni taraf say man gharat qisay sunatay hain.
Na ali k dar say na abdul qadir k dar say
Sain baglol wilayat milti hai fazal say aur apnay hi ghar say.
Na ali mohar lagata hai na abdul qadir jilani
Wilayat hai awal say akhir tak fazal ki karastani.
Na ali nay kabi qavali suni na qavali ka hukm diya
Na janay mirasyon nay shariat say kis cheez ka badla liya.
Ye din bhi anay thay tahir jaisay muslamano k imam hain
Ye kaam munkaron valay kartay hain aur nabyon valay nam hain.
Jis par talooh hota hai khudi ka aftaab
Sain baglol wo band kar dayta hai kitab.
Na wo yahan rehta hai na wahan rehta hai
Wo khudi me rehta hai sain sach kehta hai.
Jalvae Mardey momin hai asal me jalvae rehman
Tun nahi samjhay ga ye bat ay nadan.
Kya ye azab nahi gatar ugal rahay hain ganda pani
Kya tum log bhol gaAy ho Hazrat Noah ki kahani.
Ganday pani say na wuzu hota hai na gusal hota hai
Yahan penay ka pani saaf nahi tun gusal ko rota hai.
Musalmano par aya huva hai azabey khudavandi
Kyun k in ki harkatain hain gandi.
Kal bhi bhuto zinda tha aj bhi zinda hai
Kal bhi ye sharminda tha aj bhi sharminda hai.
Rehman k nam k sath jaga jaga zikr shatan ka hai
Baglol keh day ye mera nahi ye kehna quran ka hai.
Kya kaha hath milanay aur jhapi dalnay say savab hota hai
Shayad yehi vajah hai jo rx mashoq k sath sota hai.
Poch us say jo parhata ho quran
Kya likha nahi quran me Abad-ur-Rehman.
Na tasbi ghomavan na savab kamavan tay na gunah chavan
Iko arzo ay raba meri uchyan ton ve ucha ud'da javan.
Musalmano ka ilaj hai saray gama pata nisa
Fikar na karo achi tarah khilaon ga patisa.
Tayray amaal kyun nahi kartay tareefey rabil alameen
Ay muslim kya tun bhol gaya yaomideen.
Tun har dar pay jhukta hai kya ye hai iyaka nastaeen
Aisay kaam karnay valon ko quran kehta hai zaleen.
Jis ko ata ho jaAy khairey kaseer
Wo kyun parhay phir quran ki tafseer.
Ye mazaraat ki parastish karnay valay mujrimeen
Ye kaisay kehtay hain khud ko muslimeen.
Ye aaj k musalman ye qasitoon
Ye samajhtay hain khud ko mualimoon.
Wo saat janam maan kar hindu huvay tum musalman huvay maan kar teen janam
Ab tum dono ka kya jata hai rulti hai dono kay darmiyan anam.
Awesome Replies to Muslims about Mehdi and Esa
Ay muslim tujhay kis nay kaha imam mehdi aAy ga
Wo A bhi gaya to bhi tun dijal ko imam banaAy ga.
A bhi gaya imam mehdi to tumhain jutyan hi maray ga
Jutyan maar maar kar tum logon ko sudharay ga.
Jo dunya say uth jata hai ye us ko phir bulana chahatay hain
Sain baglol poch kyun ye musalman qiyamat say pehlay qiyamat lana chahatay hain.
Hazrat esa ko bulana hai to phir sath hazrat musa ko bhi bulao
Aik ko zinda karna hai to phir sath dosray ko bhi uthao
Me to kehta hun sab ko jagao qiyamat say pehlay qiyamat lao.............
Tamam parhayon me khamoshi k sath darood say barh kar koi parhai nahi hai.Sain Baglol.
Khazina purisrar mardey momin ka vajood
Har lamha parhay nabi par darood.
Abdul qadir jilani khud ko zinda kyun nahi kar raha tun kehta hai murday zinda karta tha
Sain baglol tun kehta kyun nahi wo khuda ka banda tha khuda say darta tha.
Khuda aur nabi ka nam baich kar paisay kamatay hain
Ye dijal munafiq gustakey zamana musalman maley haram khatay hain.
Rx aisa shareef hai jis par sharafat khatam ho jati hai.RX.
Qoom ko hukmarano ki taraf say eid ka khas tohfa
Bijli bhi band gas bhi band har taraf hai gand.
Ye meray shehar ko kya huva har taraf gandagi k dhair nazar atay hain
Sain baglol mian gedar yahan batair aur batair yahan shair nazar atay hain.
Story Tail Mehndi
Achanak rx ko mashoq ki call aie wo keh rahi thi meray chotay bhai nay tail gira diya hai aur aaj meri tail mehndi hai mujhay samajh nahi a rahi kya karun qareeb koi dukan bhi nahi hai kya tum tail lay kar a saktay ho.Rx nay mashoq ki awaz pay labaik kaha bola abhi thori dair me ata hun rx phone band kar k nahanay laga aur taizi me nahatay huvay saban hath say slip huva jo flush me ja gira.rx nay jaldi jaldi pani dala aur naha kar bahar nikla phir dukano say tail ka pata karnay laga kisi jagah tail nahi mil raha tha mashoq calls pay calls kiye ja rahi thi itnay me rx bike lay kar aik dukan par pohancha jahan kafi rush tha dukan valay nay jaldi me taray meray ka tail daal diya aur rx bottle lay kar mashoq k ghar ja tapka.Mashoq nay tail lagvaya aur kuch dair bad cheekhnay lagi sab log ikathay ho gaAy mashoq nay samjha rx nay jan bhoj kar shararat ki hai aur isay rx k puranay zulm-o-sitam bhi yad anay lagay jab rx isay chor kar dosri sahayliyon ko sayrain karata tha.Mashoq nay moqa ganemat jana aur rx ka nam laga diya bus phir kya thay sab nay rx ko pakar kar taray meray kay tail ki achi tarah say malish ki aur akhir me mashoq nay Rx ki tind kar de.
Lesson.Wo kahani hi kya jo sachai na bataAy
Wo RX hi kya jo larki na pataAy.
Lesson.Mashoqain phansati hain mashoqain marvati hain
Tujhay kya pata aj ki larkiyan kitnay gul khilati hain.
Lesson.Tujhay kya pata ye larkiyan kitnay yar rakhti hain
Larkay bay charay thak jatay hain ye nahi thakti hain.
Tind karnay k bad mashoq nay Mr RXxX ko ye shair sunaya aur ghar say bhagaya,
Lesson.Tun meri taraf ungli karta tha me nay tayri taraf panja kiya
Tun meri taraf panja karta tha aaj me nay tujhay ganja kiya.
Rx kya tun nay suna nahi shatan saudi arab me hota hai
Musalman kankriyan martay hain bay chara zakmi ho kar rota hai.
Roader shah jitni marzi mashoqain bana kar daikh lay yar
Tujhay kahin say bhi na milay ga Ma jaisa pyar.
Idhar zamana tang karta hai udhar wo satati hai
Aisay alam me to bhalu jan nikal jati hai.
Musalman ko kya lagay shaban ho ya ramazan
Musalman kehta hai bus chalni chahiye meri dukan.
Jis aurat ki khatir rx nay chor de panjgana nimaz
Aj wo bhi rx ko chor kar chali gai faraz.
Beej dalnay k liye mozon zameen ka intikhab karna chahiye varna mehngay say mehnga beej bhi zaya honay ka khadsha hai.Bhalu.
Musalman na to koi sakhi dikhatay hain na koi bazurg samnay latay hain
Bhalu shah ye kisi kam k nahi rahay ye sirf batain sunatay hain.
Baglol musalman vaham k maray hovay hain
Ye apnay hi hathon haray hovay hain.
Roader XxX ka Falsafa
Jab pyar karna hai to phir kya darna hai
Aik na aik roz vaisay bhi marna hai.
Bay namazi shaks na amil ban sakta hai na peer
Kya tum me koi aisa hai jo badal sakay taqdeer.
Roader shah jaldi say toka lao muslaman log apna bayan hath katvana chahatay hain
Ye bain hath say lain dain ko galat samajhtay hain nijat pana chahatay hain.
Jo log bain hath say lain dain ko samajhtay hain galat bat
Aisay log rx say apna hath katva lain mil jaAy ge nijat.
Na musa labhay na khizr labhay
Har pasay nay peer dab kharabay.
Zaida bolnay vala khizr ki sohbat k laiq nahi hota.Baglol.
Kalima nabi ka parhata hai aur marzi apni karta hai
Tun kis mun say kehta hai tun khuda say darta hai.
Ye tayri taleem kyun nahi hudaa
Yehi vajah hai ham hovay tavalaa.
Nahnu aqrabu ilaihi min hablil wareed
Sain ho ja khudi ka mureed.
Khazina purisrar momin ka vajood
Har lamha rehti hai wahdat maqsood.
Rx me mada parasti bohat zaida hai.Roader X Shah.
Koi kehta hai ali nay khyber fatah kiya koi kehta hai qamoos fatah kiya
Mujhay sirf ye bata tun nay kya fatah kiya tun nay kyun shor kiya.
Na ali nay shor machaya na ali nay sir khaya
Jo wo kar saktay thay unho nay kar k dikhaya.
Kya faida aisi tasbi ka jo aik hi jagah ghomay
Kya faida aisay mureed ka jo chatay aur chomay.
Kya faida aisay ishq ka jo rab say na milaAy
Kya faida aisi aqal ka jo burai ki taraf lay jaAy.
Na qavalyan na natain na tilavat
Usman ghani ki mashoor thi sakavat.
Tujh jaisa karta hai pasand shor sharaba
Ye tareeqa pasand nahi kartay thay sahaba.
Arifana kalam bhi aj kal gaya jata hai
Janab achay achon ko mirasi banaya jata hai.
Tun kaisa ashiq hai tayra ishq banavati hai
Ye jo tayra khaloos hai ye milavati hai.
Na jeen dainday nay na maran dainday nay
Na duban dainday nay na taran dainday nay.
Sanam saval pochna hai to tanhai me ana galay say lagana
Kuch tum hamain unclear karna aur kuch khud clear ho jana.
Aik baar dil say ho to sahi janey man RX say bagal geer
Tujhay khud pata chal jaAy ga kon hai Peer.
Jab us nay hamain galay say lagaya hamari dharkan nay us ki dharkan ko raftaar me haraya
Na ham nay kuch kehna tha na kehnay valay thay dil nay janey man ko sara haal sunaya.
Mashoq ho samajhdar to samajh jati hai
Kon hai mera ashiq khud batati hai.
Har taraf khamoshi thi visalay yar tha aur dharkano ki awaz thi
Bhalu shah isi alam me qaza hoti ja rahi apni nimaz thi.
Bhalu shah roz roz kahan milta hai visalay yar
Chor nimaz aj je bhar k kar lay pyar.
Nimaz jati hai to jati rahay
Mashoq samnay hai mukhra dikhati rahay.
Najanay kon gustak hamain nimazi samajh betha ham to masjid jatay rahay mashoq daikhnay k liye
Qisa kuch youn hai janab masjid k samnay hi hamari mashoq ka ghar tha.
Masjid me kharay mashoq k ghar ki taraf daikh rahay thay
Udhar wo samnay aie idhar zalim imam nay takbeer keh di.
Marna itna asan hota to mar na jatay
Kyun ye molvi log dosron ka sir khatay.
Mujhay mafi milay ge to me tujhay mafi dun ga
Mujhay chuti na mili to mein teyri class lun ga.
Uchyan day naal uchay ud'day nevay rehan thalay
Hoor kuj kar na sakan karan balay balay.
Visit www.Tasawur41.blogspot.com

- Frequent urge to urinate.
- headache (continuing)
- loss of appetite (continuing)
- mood or mental changes.
- muscle pain or twitching.
- nausea or vomiting.
- nervousness or restlessness.
- slow breathing.
- Increased thirst.